CHALE JAISE HAWAIEN (MAIN HOON NA) Lyrics English and Hindi

CHALE JAISE HAWAIEN

Song: CHALE JAISE HAWAIEN
Movie: MAIN HOON NA
Genre: Indian Film Pop
Year: 2004
By: KK, Javed Akhtar, Anu Malik, Vasundhara Das


Watch Video



English Lyrics

Chalein Jaise Hawayein Sanan Sanan, Udein Jaise Parinde Gagan Gagan

Jaayein Titliyan Jaise Chaman Chaman, Yun Hi Ghoomoo Main Bhi Magan Magan

Hey Hey ………………..

Main Deewaani Dil Ki Rani, Gam Se Anjaani

Kab Darti Hoon, Vo Karti Hoon, Jo Hai Thaani

Chalein Jaise...Gagan Gagan

Koi Roke Koi Aaye, Kitna Bhi Mujhko Samjhaye

Main Na Sunoongi Kabhi

Apni Hi Dhun Mein Rahti Hoon

Main Pagli Hoon, Main Ziddi Hoon, Kahte Hain Ye To Sabhi
Koi Nahin Jaana Ke Armaan Kya Hai Mera…..

Chalein Jaise Hawayein...Main Bhi Magan Magan

Hey Hey ………………..

Main Deewaani Dil Ki Rani, Gam Se Anjaani

Kab Darti Hoon, Wo Karti Hoon, Jo Hai Thaani

Chalein Jaise Hawayein Sanan Sanan, Udein Jaise Parinde Gagan Gagan

Aayein Hasinayein To Aayein, Mujhko Dikhane Apni Adayein

Main Bhi Kuchh Kam Nahin

Aankhon Mein Aankhein Jo Daaloon, Dil Main Chura Loon Hosh Chura Loon

Koi Ho Kitna Haseen

Mera Ho Gaya Wo Jo Ek Baar Mujhse Mila

Chalein Jaise Hawayein...Main Bhi Magan Magan

Hey Hey ………………..

Main Deewana Main Anjana, Gham Se Beghana

Hoon Aawaraa Lekin Pyara, Sabne Maana

Chalein Jaise Hawayein...Magan Magan

Chalein Jaise Hawayein...Gagan Gagan

Hindi Lyrics

चले जैसे हवाएँ सनन-सनन
उड़े जैसे परिंदे गगन-गगन
जायें तितलियाँ जैसे चमन-चमन
यूँ ही घूमूँ मैं भी मगन-मगन
हे हे हो हो...
मैं दीवानी, दिल की रानी, ग़म से अनजानी
कब डरती हूँ, वो करती हूँ, जो है ठानी
चले जैसे हवायें...

कोई रोके, कोई आये
जितना भी मुझको समझाये
मैं न सुनूँगी कभी
अपनी ही धुन में रहती हूँ
मैं पगली हूँ, मैं ज़िद्दी हूँ
कहते हैं ये तो सभी
कोई नहीं जाना के, अरमान क्या है मेरा
चले जैसे हवायें...

आये हसीनाएँ तो आये
मुझको दिखाने अपनी अदायें
मैं भी कुछ कम नहीं
आँखों में ऑंखें जो डालूँ
दिल मैं चुरा लूँ, होश चुरा लूँ
कोई हो कितना हसीं
मेरा हो गया वो, जो एक बार मुझसे मिला
चले जैसे हवाएँ सनन-सनन
उड़े जैसे परिंदे गगन-गगन
जायें भँवरे जैसे चमन-चमन
यूँ ही घूमूँ मैं भी मगन-मगन
हे हे हो हो...
मैं दीवाना, मैं अनजाना, ग़म से बेगाना
हूँ आवारा, लेकिन प्यारा, सबने माना
चले जैसे हवाएँ...

0 Comments