Kitna Pyaara Hai Yeh Chehra (Raaz) Lyrics In Hindi & English

Kitna Pyaara Hai Yeh Chehra

Song: Kitna Pyaara Hai Yeh Chehra
Movie: Raaz
Genre: Love
Year: 2002
By: Alka Yagnik, Udit Narayan



Watch Video



English Lyrics

Kitna Pyaara Hai Yeh Chehra
Jis Pe Hum Marte Hain
Kitna Pyaara Hai Yeh Chehra
Jis Pe Hum Marte Hain
Yeh Na Jaane Ke Ise
Kitna Pyaar Karte Hain
Kitna Pyaara Hai Yeh Chehra
Jis Pe Hum Marte Hain
Kitna Pyaara


Dardo Ghum Milke, Sahenge yeh
Iraada Karlein
Hum Na Tooteinge, Kabhi Aao Yeh
Vaada Karlein
Hum Bikhar Jaane Ke
Khayal Se Bhi Darte Hai
Hum Bikhar Jaane Ke
Khayal Se Bhi Darte Hai
Kitna Pyaara Hai Yeh Chehra
Jis Pe Hum Marte Hain
Kitna Pyaara


Yeh Safar Pyaar Ka, Hota Hai
Bada Hi Mushkil
Gir Ke Jo Sambhale, Usi Ko Mile
Is Mein Manzil
Raah Kaisi Bhi Ho
Hum Shok Se Guzarte Hain
Raah Kaisi Bhi Ho
Hum Shok Se Guzarte Hain
Kitna Pyaara Hai Yeh Chehra
Jis Pe Hum Marte Hain
Yeh Na Jaane Ke Ise
Kitna Pyaar Karte Hain.

Hindi Lyrics

कितना प्यारा है ये चेहरा
जिसपे हम मरते हैं
ये ना जाने के इसे
कितना प्यार करते हैं
कितना प्यारा है...

दर्द-ओ-ग़म मिल के सहेंगे ये इरादा कर लें
हम ना टूटेंगे कभी आओ ये वादा कर लें
हम बिखर जाने के ख़याल से भी डरते हैं
कितना प्यारा है...

ये सफ़र प्यार का होता है बड़ा ही मुश्किल
गिर के जो संभले, उसी को मिले इसमें मंज़िल
राह कैसी भी हो हम शौक से गुज़रते हैं
कितना प्यारा है...

0 Comments