KYO KISI KO (Tere Naam) Lyrics English and Hindi

KYO KISI KO

Song: KYO KISI KO
Movie: Tere Naam
Genre: Hindi Ceinema,Drama,Romance,Action
Year: 2003
By: Udit Narayan, Himesh Reshammiya, Sameer Anjaan


Watch Video



English Lyrics

Ye pyaar mein kyun hota hai

Hun aa aa aa aa haan

La la la la la la la

La la la la la la la

Kyun kisi ko wafa ke

Badle wafa nahin milti

Kyun kisi ko duaa ke

Badle duaa nahin milti

Kyun kisi ko khushi ke

Badle khushi nahin milti

Ye pyaar mein kyun hota hai

Ye pyaar mein kyun hota hai

Kyun kisi ko wafa ke

Badle wafa nahin milti

Ishq kitnaa rulaaye

Saari duniyaa bhulaaye

Beqaraari badaaye

Chain ek pal na aaye

Log ishq mein kyaa se kyaa hue

Mil gaye kabhi phir judaa hue

Bas khizaan mili is bahaar mein

Umr kat rahi intazaar mein

Kyun kisi ko hansi ke

Badle hansi nahin milti

Kyun kisi ko wafa ke

Badle wafa nahin milti

Aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa

Ni dha ni sa sa ga re

Ma pa ga re ga sa

Ni dha ni sa ga sa

Ye pal kahin thahraa nahin

Yaadon pe to pahraa nahin

Jab davaa se bhi

Zakhm na bhare

Aise haal mein

Socho koi kyaa kare

Kyun kisi ko khushi ke

Badle khushi nahin milti

Kyun kisi ko wafa ke

Badle wafa nahin milti

Ye pyaar mein kyun hota hai

Ye pyaar mein kyun hota hai

Kyun kisi ko wafa ke

Badle wafa nahin milti


Hindi Lyrics

ये प्यार में क्यों होता है

क्यों किसी को वफ़ा के बदले
वफ़ा नहीं मिलती
क्यों किसी को दुआ के बदले
दुआ नहीं मिलती
क्यों किसी को ख़ुशी के बदले
ख़ुशी नहीं मिलती
ये प्यार में क्यों होता है
क्यों किसी को...

इश्क कितना रुलाये
सारी दुनिया भुलाये
बेकरारी बढ़ाये
चैन इक पल ना आये
लोग इश्क में, क्या से क्या हुए
मिल गए कभी फिर जुदा हुए
बस खिज़ा मिली इस बहार में
उम्र कट रही इंतज़ार में
क्यों किसी को हँसी के बदले
हँसी नहीं मिलती
क्यों किसी को वफ़ा के बदले
वफ़ा नहीं मिलती

ये पल कहीं ठहरा नहीं
यादों पे तो पहरा नहीं
जब दवा से भी ज़ख्म ना भरे
ऐसे हाल में सोचो कोई क्या करे
क्यों किसी को ख़ुशी के बदले
ख़ुशी नहीं मिलती
क्यों किसी को वफ़ा...

0 Comments