Mohabbat Dil Ka Sakoon ( Dil Hai Tumhaara) Lyrics English and Hindi

Feedback Mohabbat Dil Ka Sakoon

Song: Mohabbat Dil Ka Sakoon
Movie: Dil Hai Tumhaara
Genre: romantic
Year: 2002
By: Alka Yagnik, Udit Narayan, Kumar Sanu


Watch Video



English Lyrics

Hey hey hey hey hey hey

Ha ha ha ha ha ha

Mohabbat dil ka sukoon hai aitbar

Mohabbat dil ki tadap hai yeh intezar

Mohabbat dil ka sukoon hai aitbar

Mohabbat dil ki tadap hai yeh intezar

Ho.. dekha hai aaj hamne sanam

Aapki aankhon mein pyaar

Mohabbat dil ka sukoon hai aitbar

Mohabbat dil ki tadap hai yeh intezar
Dekha hai aaj hamne sanam

Aapki aankhon mein pyaar

Mohabbat dil ka sukoon hai aitbar

Mohabbat dil ki tadap hai yeh intezar

Ishq hai chahat ka nasha

Tujhko nahin pata

Jisne kiya woh jaane hai

Kaisa hai isakaa maza

Ismein milan ki hai bekhudi

Ismein judaa_ii bhi hai

Ismein wafaon ka rang hai

Bewafai bhi hai

Pyaar mein jeete marte hain

Hum aashiq deewane

Mohabbat dil ki adaa yeh hai ikhtiyar

Mohabbat dil ki tadap hai yeh intezar

Aa... ha ha ha ha..

Ismein haqikat hai chhupi

Ismein kahani bhi hai o..

Iske labon pe hansi hai to

Aankhon mein paani bhi hai

Ismein to hain bechainiyan

Ismein karaar bhi hai

Jeet hai jo is khel mein

Ismein to haar bhi hai

Ismein jal ke marte hain

Ulfat ke paravaane

Ho.. ismein jal ke marte hain

Ulfat ke paravaane

Mohabbat karti hai dil ko bekaraar

Mohabbat dil ki tadap hai yeh intezar

Mohabbat dil ka sukoon hai aitbar

Mohabbat dil ki tadap hai yeh intezar

Ho.. dekha hai aaj hamne sanam

Aapki aankhon mein pyaar..

Hindi Lyrics

मोहब्बत, दिल का सुकून है ऐतबार
मोहब्बत, दिल की तड़प है ये इंतज़ार
देखा है आज हमने सनम
आपकी आँखों में प्यार
मोहब्बत, दिल का सुकून...

इश्क़ है चाहत का नशा, तुझको नहीं है पता
जिसने किया वो जाने है, कैसा है इसका मज़ा
इसमें मिलन की है बेख़ुदी, इसमें जुदाई भी है
इसमें वफाओं का रंग है, बेवफाई भी है
प्यार में जीते-मरते हैं, हम आशिक़ दीवाने
मोहब्बत, दिल की अदा है ये इख़्तियार
मोहब्बत, दिल की तड़प...

इसमें हकीक़त है छुपी, इसमें कहानी भी है
इसके लबों पे हँसी है तो, आँखों में पानी भी है
इसमें तो है बेचैनियाँ, इसमें क़रार भी है
जीत है जो इस खेल में, इसमें तो हार भी है
इसमें जल के मरते हैं, उल्फ़त के परवाने
मोहब्बत, करती है दिल को बेक़रार
मोहब्बत, दिल की तड़प...

0 Comments