PREM LEELA (Prem Ratan Dhan Payo) Lyrics In Hindi & English

 PREM LEELA

Song: PREM LEELA
Movie: Prem Ratan Dhan Payo
Genre: Bollywood family drama
Year: 2015
By: Himesh Reshammiya, Vinit Singh, Aaman Trikha


Watch Video



English Lyrics

Hone de aaj halla

Dekhe gali mohalla

Chaahat ke maathe chandan ka tika

Hai Ram-Sita iss mein

Sharm-o-haya ki rasmein

Jinmein mohabbaton ka tareeka

Seekhegi chhori aur sikhega chabeela

Hey Hey...

Seekhegi chhori aur sikhega chabeela

Ram-Siya ki dekho niraali hai...
Prem Leela.. PremLeela..

Lankapati baawre (ae...)

Taaka-jhanki kyun kare (ae..)

Ae lankapati baawre taaka-jhanki kyun kare

Apne kutil bhaav tu Jaanaki se rakh pare

(Apne kutil bhaav tu Jaanaki se rakh pare)

Na nain garam kar tu

Kuch laaj sharam kar tu

Raavan tu kar yahan se rawaani

Gusse mein kaahe ko hota laal peela (hey..)

Gusse mein kaahe ko hota laal peela

Ram-Siya ki ye hai niraali hey..

Prem leela.. prem leela..

Jaise Radha Shyam se..

Sita milin Ram se!

Jaise Radha Shyam se, Sita milin Ram se

Sabko apna pyar yun mill jaaye aaraam se

(Sabko apna pyar yun mill jaaye aaraam se)

Sun Chotu aur Pappu

Raju, Gopal, Gappu

Tumko bhi mile sapno ki raani

Meena ho, Rajjo ho, ya ho wo Sheela

Hey hey hey...

Meena ho, Rajjo ho, ya ho wo Sheela

Hey... dekho re.. dekho re..

Prem Leela.. Prem Leela..

Hindi Lyrics

होने दे आज हल्ला
देखे गली मोहल्ला
चाहत के माथे चन्दन का टिका
है राम-सीता इस में
शर्म-ओ-हया की रश्में
जिनमें मोहब्बतों का तरीका

सीखेगी छोरी और सीखेगा छबीला
हे.. हे.. हे.. हे..
सीखेगी छोरीऔर सीखेगा छबीला
राम-सीया की देखो निराली है
प्रेम लीला.. प्रेम लीला..

जैसे राधा श्याम से
सीता मिलीं राम से
जैसे राधा श्याम से, सीता मिलीं राम से
सबको अपना प्यार यूँ मिल जाए आराम से
सबको अपना प्यार यूँ मिल जाए आराम से

सुन छोटू और पप्पू
राजू, गोपाल, गप्पू
तुमको भी मिले सपनों की रानी
मीना हो, रज्जो हो, या हो वो शीला
हे.. हे.. हे.. हे.. हे..
मीना हो, रज्जो हो, या हो वो शीला
हे.. देखो रे.. देखो रे.. देखो रे.. देखो रे..
प्रेम लीला.. प्रेम लीला..

0 Comments