Tu Fiza Hai (Fiza) Lyrics English and Hindi

Tu Fiza Hai

Song: Tu Fiza Hai
Movie: Fiza
Genre: Indian Film Pop
Year: 2000
By: Sonu Nigam, Alka Yagnik, Prashant Samaddar


Watch Video



English Lyrics

Fiza, Fiza, Fiza, Hey Fiza

Tu Hawa Hai, Fiza Hai, Zameen Ki Nahin

Tu Ghata Hai To Phir Kyoon Barasti Nahin

Udti Rehti Hai Tu Panchhiyon Ki Tarah

Aa Mere Aashiyaane Mein Aa

Tu Hawa Hai, Fiza Hai, Zameen Ki Nahin

Tu Ghata Hai To Phir Kyoon Barasti Nahin

Udti Rehti Hai Tu Panchhiyon Ki Tarah

Aa Mere Aashiyaane Mein Aa

Main Hawa Hoon, Kahin Bhi Theherti Nahin
Ruk Bhi Jaaoon Kahin Par To Rehti Nahin

Maine Tinke Uthaaye Hue Hain Paron Par

Aashiyaana Nahin Hai Mera

Ghane Ek Ped Se Mujhe

Jhoka Koi Leke Aaya Hai

Sukhe Ek Patte Ki Tarah

Hawa Ne Har Taraf Udaaya Hai

Aa Na Aa

Hey, Aa Na Aa Ek Dafa Is Zameen Se Uthe

Paaon Rakhe Hawa Par Zara Sa Ude

Chal Chale Hum Jahan Koi Rasta Na Ho

Koi Rehta Na Ho, Koi Basta Na Ho-

Kehte Hai Aankhon Mein Milti Hai Aisi Jaga

Fiza, Fiza

Main Hawa Hoon, Kahin Bhi Theherti Nahin

Ruk Bhi Jaaoon Kahin Par To Rehti Nahin

Maine Tinke Uthaaye Hue Hain Paron Par

Aashiyaana Nahin Hai Mera

Tum Mile To Kyoon Laga Mujhe

Khud Se Mulaaqaat Ho Gayi

Kuch Bhi To Kaha Nahin Magar

Zindagi Se Baat Ho Gayi

Aa Na Aa

Hey, Aa Na Aa Saat Baithe Zara Der To

Haath Thaame Rahe Aur Kuch Na Kahe

Chhooke Dekhe To Aankhon Ki Khaamoshiyaan

Kitni Chup Chaap Hoti Hai Sargoshiyaan

Sunte Hai Aankhon Mein Hoti Hai Aisi Sada

Fiza, Fiza

Tu Hawa Hai, Fiza Hai, Zameen Ki Nahin

Tu Ghata Hai To Phir Kyoon Barasti Nahin

Udti Rehti Hai Tu Panchhiyon Ki Tarah

Aa Mere Aashiyaane Mein Aa

Main Hawa Hoon, Kahin Bhi Theherti Nahin

Ruk Bhi Jaaoon Kahin Par To Rehti Nahin

Maine Tinke Uthaaye Hue Hain Paron Par

Aashiyaana Nahin Hai Mera


Hindi Lyrics

फ़िज़ा हे फ़िज़ा
तू हवा है फ़िज़ा है, जमीं की नहीं
तू घटा है तो फिर क्यों बरसती नहीं
उड़ती रहती है तू पंछियों की तरह
आ मेरे आशियाने में आ

मैं हवा हूँ कहीं भी ठहरती नहीं
रुक भी जाऊँ कहीं पर तो रहती नहीं
मैंने तिनके उठाये हुए हैं परों पर
आशियाना नहीं है मेरा

घने एक पेड़ से मुझे, झोंका कोई ले के आया है
सूखे पत्ते की तरह, हवा ने हर तरफ उड़ाया है
आना आ, हे आना आ इक दफ़ा इस जमीं से उठें
पाँव रखें हवा पर, ज़रा सा उड़ें
चल चलें हम जहाँ कोई रस्ता न हो
कोई रहता ना हो, कोई बसता न हो
कहते हैं आँखों में मिलती है ऐसी जगह
फ़िज़ा, फ़िज़ा
मैं हवा हूँ...

तुम मिले तो क्यों लगा मुझे, खुद से मुलाकात हो गयी
कुछ भी तो कहा नहीं मगर, ज़िन्दगी से बात हो गयी
आना आ, आना आ साथ बैठे ज़रा देर को
हाथ थामे रहें और कुछ ना कहें
छु के देखे तो आँखों की खामोशियाँ
कितनी चुपचाप होती हैं सरगोशियाँ
सुनते हैं आँखों में होती हैं ऐसी सदा
फ़िज़ा, फ़िज़ा
तू हवा है...

0 Comments