Aaye Ho Meri Zindagi Mein (Male-Jhankar) (Raja Hindustani) Lyrics English and Hindi

Aaye Ho Meri Zindagi Mein (Male-Jhankar)

Song: Aaye Ho Meri Zindagi Mein (Male-Jhankar)
Movie: Raja Hindustani
Genre: Indian Film Pop
Year: 1996
By: Udit Narayan


Watch Video



English Lyrics

Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke
Mere dil mein yun hi rehna, haaye
Mere dil mein yun hi rehna tum pyar-pyar ban ke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke
Aankhon mein tum base ho sapne hazaar ban ke
Aankhon mein tum base ho sapne hazaar ban ke
Mere dil mein yun hi rehna, haaye
Mere dil mein yun hi rehna tum pyar-pyar ban ke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke
Ghoonghat mein har kali thi
Rangon mein na dhali thi
Ghoonghat mein har kali thi
Rangon mein na dhali thi
Na shokh thi hawayein
Na khushboo manchali thi
Aaya hai ab ke mausam kaisa khumaar ban ke
Aaya hai ab ke mausam kaisa khumaar ban ke
Mere dil mein yun hi rehna, haaye
Mere dil mein yun hi rehna tum pyar-pyar ban ke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke
Man ka nagar tha khaali
Sookhi padi thi daali
Man ka nagar tha khaali
Sookhi padi thi daali
Holi ke rang fike
Be-noor thi diwali
Rimjhim baras pade ho tum to funhaar ban ke
Rimjhim baras pade ho tum to funhaar ban ke
Mere dil mein yun hi rehna, haaye
Mere dil mein yun hi rehna tum pyar-pyar ban ke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke
Aankhon mein tum base ho sapne hazaar ban ke
Mere dil mein yun hi rehna, haaye
Mere dil mein yun hi rehna tum pyar-pyar ban ke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke

Hindi Lyrics

आए हो मेरी जिंदगी में तुम बहार बनके। आए हो मेरी जिंदगी में तुम बहार बनके, आए हो मेरी जिंदगी में तुम बहार बनके । मेरे दिल में यूं ही रहना, हाय मेरे दिल में यूं ही रहना, तुम प्यार प्यार बनके आए हो। मेरी जिंदगी में तुम बहार बनके। आंखों में तुम बसे हो, सपने हजार बनके आंखों में तुम बसे हो सपने हजार बनके मेरे दिल में यूं ही रहना है, हाय। मेरे दिल में यूं ही रहना, तुम प्यार प्यार बनके। आए हो मेरी जिंदगी में तुम बहार बनके। घुंघट में हर कली थी, रंगों में ना ढली थी। घुंघट में हर कली थी। रंगों में ना ढली थी ना शोख़ थी हवाएं, ना खुशबू मनचली थी। ! आया है अब के मौसम, जैसा खुमार बनके । आया है अब के मौसम, कैसा खुमार बनके । आया है अब के मौसम, कैसा खुमार बनके । मेरे दिल में यूं ही रहना, हाय। मेरे दिल में यूं ही रहना, तुम प्यार प्यार बनके । आए हो मेरी जिंदगी में तुम बहार बनके। मन का नगर था खाली, सूखी पड़ी थी डाली। मन का नगर था खाली, सूखी पड़ी थी डाली होली के रंग फीके, बेनूर थी दिवाली। रिमझिम बरस पड़े हो, तुम तो फ़ुहार बन के। रिमझिम बरस पड़े हो, तुम तो फ़ुहार बन के। मेरे दिल में यूं ही रहना हाय, मेरे दिल में यूं ही रहना, तुम प्यार प्यार बनके । आए हो मेरी जिंदगी में, तुम बहार बनके। आंखों में तुम बसे हो, सपने हजार बनके मेरे दिल में यूं ही रहना हाय मेरे दिल में यूं ही रहना, तुम प्यार प्यार बनके आए हो मेरी जिंदगी में, तुम बहार बनके । आए हो मेरी जिंदगी में, तुम बहार बनके । आए हो मेरी जिंदगी में, तुम बहार बनके । आए हो मेरी जिंदगी में, तुम बहार बनके ।

0 Comments