EK GARAM CHAI KI PYALI (Har Dil Jo Pyar Karega...) Lyrics English and Hindi

EK GARAM CHAI KI PYALI

Song: EK GARAM CHAI KI PYALI
Movie: Har Dil Jo Pyar Karega...
Genre: Indian Film Pop
Year: 2000
By: Anu Malik, Sameer Anjaan


Watch Video



English Lyrics

Ek garam chai ki pyaali ho

Koi usko pilaane waali ho

Chaahe gori ho ya kaali ho

Seene se lagaane waali ho

Mil jaaye to mit jaaye arre hum

Tararum pum

Subah subah main nikloon

Ghar se choom ke uski aankhein

Har lamha bas yaad karoon

Uski chaahat ki baatein
Hey subah subah main nikloon

Ghar se choom ke uski aankhein

Har lamha bas yaad

Karoon uski chaahat ki baatein

Uske liye ho jeena marna

Aur bhala kya mujhko karna

Mere liye khushaali ho

Uske bina sab khaali ho

Chaahe gori ho ya kaali ho

Seene se lagaane waali ho

Mil jaaye to mit jaaye arre hum

Tararum pum

Raat ko jab main vaapas

Aaoon wo darwaaza khole

Leke mujhko baahon mein

Love you darling bole

Raat ko jab main vaapas

Aaoon wo darwaaza khole

Leke mujhko baahon

Mein love you darling bole

Sajke mere saamne aaye

Saare din ki thakaan mitaaye

Uski ada niraali ho

Vo meri gharwaali ho

Chaahe gori ho ya kaali ho

Seene se lagaane waali ho

Mil jaaye to mit jaaye arre hum

Tararum pum

Ek garam chai ki pyaali ho

Koi usko pilaane waali ho

Chaahe gori ho ya kaali ho

Seene se lagaane waali ho

Mil jaaye to mit jaaye arre hum

Tararum pum.

Hindi Lyrics

एक गरम चाय की प्याली हो, कोई उसको पिलाने वाली हो
चाहे गोरी हो या काली हो, सीने से लगाने वाली हो
मिल जाये तो मिट जाये हर गम, तारारमपमपम

सुबह सुबह मैं निकलूँ घर से चूम के उसकी आँखें
हर लम्हां बस याद करूँ उसकी चाहत की बातें
उसके लिए हो जीना मरना, और भला क्या मुझको करना
मेरे लिए खुशहाली हो, उसके बिना सब खाली हो
चाहे गोरी हो या काली हो...

रात को जब मैं वापस आऊँ वो दरवाज़ा खोले
लेके मुझको बाँहों में लव यू डार्लिंग बोले
सज के मेरे सामने आये, सारे दिन की थकन मिटाए
उसकी अदा निराली हो, वो मेरी घरवाली हो
चाहे गोरी हो या काली हो...

0 Comments