Mehram (Kahaani 2: Durga Rani Singh) | Lyrics in Hindi and English

Mehram

Song: Mehram
Movie: Kahaani 2: Durga Rani Singh
Genre: Indian Film pop
Year: 2016
By: Arijit Singh


Watch Video



English Lyrics

Teri ungli thaam ke
Teri duniya mein chalun
Mere rang tu na range
Toh tere rang mein main dhalun


Mujhe kuch mat de
Bas rakh le mera nazraana
Bin sharton ke
Haan tujhse mera yarana


Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le


Meri aankhon mein teri
Soorat pehchan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram, mujhe mehram jaan le
Khul ke na keh sake
Kaanon mein bol de
Apna har raaz tu
Aa mujhpe khol de


Mere rehte…
Bhala kis baat ka hai ghabrana
Ab se tera…
Haafiz hai mera yaarana


Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le


Meri aankhon mein teri
Soorat pehchan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram, mujhe mehram jaan le


Tere hisse ka neela aasmaan
Hoga na kabhi baadal mein chhupa
Tujhpe aanch na, koi aayegi
Taqleefein kabhi chhu na payengi


Mujhe ye waada hai jeete jee pura kar jana
Bin sharton ke..haan tujhse mera yaarana


Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le


Meri aankhon mein teri
Soorat pehchan le
Mujhe mehram, mehram, mehram
Mujhe mehram, mujhe mehram
Mujhe mehram…
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le


Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram jaan le
Meri aankhon mein teri
Soorat pehchan le
Mujhe mehram mehram mehram
Mujhe mehram…jaan le…



Hindi Lyrics

तेरी ऊँगली थाम के
तेरी दुनिया में चलूँ
मेरे रंग तू न रेंज
तोह तेरे रंग में मैं ढळून

मुझे कुछ मत दे
बस राख ले मेरा नज़राना
बिन शर्तों के
हाँ तुझसे मेरा याराना

मुझे मेहराम मेहराम मेहराम
मुझे मेहराम जान ले
मुझे मेहराम मेहराम मेहराम
मुझे मेहराम जान ले

मेरी आँखों में तेरी
सूरत पहचान ले
मुझे मेहराम मेहराम मेहराम
मुझे मेहरम

खुल के न कह सके
कानों में बोल दे
अपना हर राज़ तू
ा मुझपे खोल दे

मेरे रहते…
भला किस बात का है घबराना
अब से तेरा…
हाफ़िज़ है मेरा याराना

मुझे मेहराम मेहराम मेहराम
मुझे मेहराम जान ले
मुझे मेहराम मेहराम मेहराम
मुझे मेहराम जान ले

मेरी आँखों में तेरी
सूरत पहचान ले
मुझे मेहराम मेहराम मेहराम
मुझे मेहरम

तेरे हिस्से का नीला आसमान
होगा न कभी बादल में छुप
तुझपे आंच न
तकलीफें कभी छू न पाएंगी

मुझे ये वादा है जीते जी पूरा कर जाना
बिन शर्तों के..हाँ तुझसे मेरा याराना
मुझे मेहराम मेहराम मेहराम
मुझे मेहराम जान ले
मुझे मेहराम मेहराम मेहराम
मुझे मेहराम जान ले

मेरी आँखों में तेरी
सूरत पहचान ले
मुझे मेहरम
मुझे मेहरम
मुझे मेहरम…
मुझे मेहराम मेहराम मेहराम
मुझे मेहराम जान ले

मुझे मेहराम मेहराम मेहराम
मुझे मेहराम जान ले
मेरी आँखों में तेरी
सूरत पहचान ले
मुझे मेहराम मेहराम मेहराम
मुझे मेहरम…जान ले…

0 Comments