Mujhse Milti Hai Ek Ladki (Hera Pheri) | Lyrics in Hindi and English

Mujhse Milti Hai Ek Ladki

Song: Mujhse Milti Hai Ek Ladki
Movie: Hera Pheri
Genre: Indian Film pop
Year: 2000
By: Alka Yagnik and Udit Narayan


Watch Video



English Lyrics

Mujhse milti hai
Ek ladki rozana
Mujhse milti hai
Ek ladki rozana
Woh meri deewani
Main uska deewana
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho


Mujhse milta hai
Ek ladka rozana
Mujhse milta hai
Ek ladka rozana
Main uski deewani
Woh mera deewana
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Abhi mulakato ki
Shuruaat huyi hai
Aankhon hi aankhon
Mein kuch baat huyi hai
Abhi mulakato ki
Shuruaat huyi hai
Aankhon hi aankhon
Mein kuch baat huyi hai
Kab tak sharmayegi
Kab tak ghabrayegi
Ek din khulke
Mere saamne aayegi
Mujhe bata degi
Chaahat ka afsana
Mujhse milti hai
Ek ladki rozana
Mujhse milti hai
Ek ladki rozana
Woh meri deewani
Main uska deewana
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho


Roj roj woh mujhse
Kuch kehne aata hai
Jaana kya soch ke
Kuch keh nahi paata hai
Roj roj woh mujhse
Kuch kehne aata hai
Jaana kya soch ke
Kuch keh nahi paata hai
Yeh pyaar ka jadoo
Hai uspe chal jaayega
Dheere dheere mujhko
Har baat batayega
Mujhe pata hai phir
Bhi banta hai anjaana
Mujhse milta hai
Ek ladka rozana
Mujhse milta hai
Ek ladka rozana
Main uski deewani
Woh mera deewana
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho


Mujhse milti hai
Ek ladki rozana
Mujhse milta hai
Ek ladka rozana
Woh meri deewani
Woh mera deewana
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho.


Hindi Lyrics

मुझसे मिलती है
एक लड़की रोज़ाना
मुझसे मिलती है
एक लड़की रोज़ाना
वह मेरी दीवानी
मैं उसका दीवाना
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो

मुझसे मिलता है
एक लड़का रोजाना
मुझसे मिलता है
एक लड़का रोजाना
मैं उसकी दीवानी
वह मेरा दीवाना
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो

अभी मुलाकातों की
शुरुआत हुई है
आँखों ही आँखों
में कुछ बात हुयी है
अभी मुलाकातों की
शुरुआत हुई है
आँखों ही आँखों
में कुछ बात हुयी है
कब तक शर्माएगी
कब तक घबरायेगी
एक दिन खुलके
मेरे सामने आएगी
मुझे बता देगी
चाहत का अफसाना
मुझसे मिलती है
एक लड़की रोज़ाना
मुझसे मिलती है
एक लड़की रोज़ाना
वह मेरी दीवानी
मैं उसका दीवाना
हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो

रोज रोज वह मुझसे
कुछ कहने आता है
जाना क्या सोच के
कुछ कह नहीं पाता है
रोज रोज वह मुझसे
कुछ कहने आता है
जाना क्या सोच के
कुछ कह नहीं पाता है
यह प्यार का जादू
है उसपे चल जाएगा
धीरे धीरे मुझको
हर बात बताएगा
मुझे पता है फिर
भी बनता है अनजाना
मुझसे मिलता है
एक लड़का रोजाना
मुझसे मिलता है
एक लड़का रोजाना
मैं उसकी दीवानी
वह मेरा दीवाना
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो

मुझसे मिलती है
एक लड़की रोज़ाना
मुझसे मिलता है
एक लड़का रोजाना
वह मेरी दीवानी
वह मेरा दीवाना
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो
हो हो हो हो हो.

0 Comments