Songs Categories

Profile Picture


  

Lamhaa

Tuesday, April 8, 2025

Ajeeb-O-Gareeb (from Azaad) | Lyrics in Hindi and English

Ajeeb-O-Gareeb

Ajeeb-O-Gareeb from Azaad by Arijit Singh released on 2025.

Watch Video



Lyrics in English

Ajeeb-o-gareeb tarkeeb lagaye naseeb

Ajeeb-o-gareeb tarkeeb lagaye naseeb

Ajeeb-o-gareeb

Haathon ki lakeeron ko ghuma diya

Milna nahi tha; milwa diya

Le hi aaya dono ko kareeb

Ajeeb-o-gareeb tarkeeb lagaye naseeb

Ajeeb-o-gareeb

Hain nadaan thode, thode se nakchade

Chaukhat pe hum jawani ki dono hain khade, hain khade

Hain jinke mohalle zameen pe toh judaa

Phir bhi patangon jaise hawa mein hain lade, hain lade

Hue humdum, humdum the kal hi talak jo raqeeb

Ajeeb-o-gareeb tarkeeb lagaye naseeb

Ajeeb-o-gareeb

Haaye, haathon ki lakeeron ko ghuma diya

Milna nahi tha; milwa diya

Le hi aaya dono ko kareeb

Ajeeb-o-gareeb (ajeeb-o-gareeb) tarkeeb lagaye naseeb

Ajeeb-o-gareeb

Udan-chhoo hui si saari naraazi hai

Hum unse ho chuke hain, woh humse raazi hain

Kabhi aankh phooti, jinko naa bhaate the

Ab dekho, hum se haare woh dil ki baazi hain

Ishq hua toh aane lagi tehzeeb

Ajeeb-o-gareeb tarkeeb lagaye naseeb

Ajeeb-o-gareeb

Haathon ki lakeeron ko ghuma diya

Milna nahi tha; milwa diya

Le hi aaya dono ko kareeb

Ajeeb-o-gareeb (ajeeb-o-gareeb) tarkeeb lagaye naseeb

Ajeeb-o-gareeb

Lyrics in Hindi

अजीब ओ गरीब

तरकीब लगाये नसीब

अजीब ओ गरीब


हाथों की लकीरों को घुमा दिया

मिलना नहीं था मिलवा दिया

ले ही आया दोनों को करीब


अजीब ओ गरीब अजीब ओ गरीब

तरकीब लगाये नसीब

अजीब ओ गरीब


उदंछु हुई सी सारी नाराज़गी है

हम उनसे हो चुके हैं

वो हमसे राज़ी हैं


कभी आँख फूटी

जिन्हें ना भाते थे

अब देखो हमसे हारे

वो दिल की बाज़ी है


इश्क़ हुआ

तो आने लगी तहज़ीब


अजीब ओ गरीब

तरकीब लगाये नसीब

अजीब ओ गरीब


हाथों की लकीरों को घुमा दिया

मिलना नहीं था मिलवा दिया

ले ही आया दोनों को करीब


अजीब ओ गरीब अजीब ओ गरीब

तरकीब लगाये ...

No comments:

Post a Comment

--