| Song: Main Hi Ishq Hoon |
| Movie: Kesari Chapter 2 |
| Genre: Love |
| Year: 2025 |
| By: Sanjith Hegde, Irshad Kamil, Shashwat Sachdev |
Watch Video
| English Lyrics |
Jhuk jaa zara aasmaan, main ishq mein hoon
Hone de mujhse gunaah, main ishq mein hoon
Aise na kar tu khuda, main ishq mein hoon
Aise na kar tu juda, main ishq mein hoon
Antra
Mujhko jeene ki,tune hi to, di hai wajah
Ban ke humsaaya, mil jaana tu, har ik jagah
Manzil bhi tu, tu hi safar
Saath tere, rehna magar
Haathon se Haath chhoote ye kyun
Rootha kyun mera khuda, main ishq mein hoon
Toota kyun mera jahaan, main ishq mein hoon
Jhuk jaa zara aasmaan, main ishq mein hoon
Hone de mujhse gunaah, main ishq mein hoon
Aise na kar tu khuda, main ishq mein hoon
Aise na kar tu juda, main ishq mein hoon
Outro
Dil se maine bhi maangi dua
Mil jaaye mujhko bhi mera khuda
Ro raha hoon main
Sunta nahi kyun koi khuda
Kaise karoon main bayaan, main ishq mein hoon
Kisko karoon main bayaan, main ishq mein hoon
| Hindi Lyrics |
अगली बार माँ पूछेगी तो कह देना
मेरी क़िस्मत में प्यार शादी दोनों नहीं है
तुमने सारी दुनिया को पढ़ लिया है
अब देखना है मुझे कितना पढ़ सकते हो
पर हाथो की लकीरो में
तारो को सजा हुआ
पहली बार देख रहा हु
मुझको पता ना था की
इश्क़ होता है क्या
तू जो मिला तो मिला
मुझको मेरा खुदा
तुझसे ये दूरी
क्यूँ दिल मेरा सहे
तू ही जरुरी
ये दिल मेरा कहे
तो हाथो से मिलके
बिछड़ जाये ऐसे
लकीरे है क्यूँ
ऐसे ना कर तू खुदा
मैं इश्क़ में हूँ
ऐसे ना कर तू जुदा
मैं इश्क़ में हूँ
झुक जा ज़रा आसमान
मैं इश्क़ में हू...
