Maiyya(Do Patti)|Lyrics in Hindi and English

Maiyya

Song: Maiyya
Movie: Do Patti
Genre: Indian pop
Year: 2024
By: Sachet Tandon,Parampara Thakur



Watch Video



English Lyrics

Maiyya, teri-meri ek jind-jaan hai
Maiyya, teri-meri ek jind-jaan hai
Tujhse gawahi meri, tu hi pehchan hai
Maiyya, teri-meri ek jind-jaan hai
Teri-meri yeh prem-kahani
Jaane yeh zamana, jaane yeh zamana
Teri-meri yeh yaad purani
Bhool na jaana, bhool na jaana
Haathon pe lakeerein teri
Honthon pe duayein hain
Tera-mera saath
Rabba, rahe taa-umar
Maiyya, teri-meri ek jind-jaan hai
Maiyya, teri-meri ek jind-jaan hai
Tujhse gawahi meri, tu hi pehchan hai
Maiyya, teri-meri ek jind-jaan hai
Maiyya ve, aaja, teri nazrein utaar loon
Le loon main balayein teri, khud ko main vaar doon
Dardon ko tere saare seene mein utaar loon
Khushiyan luta doon saari, khud ko main haar doon
Ek-ek pal hain kaanch ki nadiyan
Tere-mere beech mein behti hain sadiyan
Ek-ek harkat ka ehsaas hai
Kab chamki, kab bhar aayi ankhiyan
Nason mein gulaal tera
Saanson mein gulaab hai
Tera-mera saath
Rabba, rahe taa-umar
Maiyya, teri-meri ek jind-jaan hai
Maiyya, teri-meri ek jind-jaan hai
Tujhse gawahi meri, tu hi pehchan hai
Maiyya, teri-meri ek jind-jaan hai
Maiyya ve, aaja, teri nazrein utaar loon
Le loon main balayein teri, khud ko main vaar doon
Dardon ko tere saare seene mein utaar loon
Khushiyan luta doon saari, khud ko main haar doon


Hindi Lyrics

मइया तेरी मेरी एक जिंद जान है मइया तेरी मेरी एक जिंद जान है
तुझसे गवाही मेरी तू ही पहचान है
मइया तेरी मेरी एक जिंद जान है
तेरी मेरी ये प्रेम कहानी
जाने ये ज़माना जाने ये ज़माना
तेरी मेरी ये याद पुरानी
भूल ना जाना भूल ना जाना
हाथों पे लकीरें तेरी
होंठों पे दुआएं हैं
तेरा मेरा साथ रब्बा रहता उम्र
मइया तेरी मेरी एक जिंद जान है
तुझसे गवाही मेरी तू ही पहचान है
मइया तेरी मेरी एक जिंद जान है
मइया वे आजा
तेरी नज़रें उतार दूं
ले लूं मैं बलाएँ तेरी
खुद को मैं वार दूं
दर्दों को तेरे सारे
सीने में उतार...

0 Comments