Tu Hai Champion(Chandu Champion)Lyrics In Hindi & English

0
Change Name to Song Name

Song: Tu Hai Champion
Movie: Chandu Champion
Genre: Indian Film Pop
Year: 2024
By: Pritam, Arijit Singh, Amit, IP Singh



Watch Video



English Lyrics

Here we go!
Ud le zara sa tu
Seene vich nachdi aarzoo
Rukna zara na tu
Raahein tujhse hain roo-ba-roo
Thoda sa tu rakh sabar
Thodi kar jaldbaaziyaan
Manzilon pe rakh nazar
Safar lamba hai
O, sher ki chaal chal raha, ban ke tu aag jal raha
Saans mein aandhiyaan liye khoon tera ubal raha
Yeh zamaanon mein shor hai, tere haathon mein zor hai
Imtihaanon ki nok pe hauslon se sambhal raha
Champion, champion, champion
Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion
Champion, champion, champion
Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion
Mutthi mein hai yeh zamaana tera
Likheya tu ik fasaana tera
Mutthi mein hai yeh zamaana tera
Likheya tu ik fasaana tera
Roshni dhoonde tere ghar ka pata
Chaand hona chaahe sirhaana tera
Keh rahe raaste, "Kabhi na safar yeh ho khatam
Bas tere waaste yeh din nikla hai"
O, sher ki chaal chal raha, ban ke tu aag jal raha
Saans mein aandhiyaan liye khoon tera ubal raha
Yeh zamaanon mein shor hai, tere haathon mein zor hai
Imtihaanon ki nok pe hauslon se sambhal raha
Champion, champion, champion
Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion
Champion, champion, champion
Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion
Champion, champion, champion
Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion


Hindi Lyrics

फिर वही से कर शुरू
उड़ ले ज़रा सा तू
सीने विच नचदी आरज़ू
रुक न ज़रा न तू
रहे तुझसे है रूबरूह
थोड़ा सा तू रख सबर
थोड़ी कर जल्द बाज़ियाँ
मंज़िलौ पर रख नज़र
सफ़र लम्बा है…
ओह शेर की चाल चल रहा
बन के तू आग जल रहा
सांसों में अंधियाँ के लिए
उमर तेरा उबर रहा
हाँ ये ज़माना में शोर है
तेरे हाथो में ज़ोर है
इम्तेहान की नोक पे
होसलों से संभल रहा
ओह…… (चैंपियन)
ओह…… (चैंपियन)
ओह…… (चैंपियन)
ओह…… (चैंपियन)
तू है, तू है, तू है, तू है चैंपियन
ओह…… (चैंपियन)
ओह…… (चैंपियन)
ओह…… (चैंपियन)
तू है, तू है, तू है, तू है चैंपियन

Post a Comment

0 Comments

Post a Comment (0)

#buttons=(Ok, Go it!) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Check Now
Ok, Go it!