AANKHON KI GUSTAKHIYAN (Hum Dil De Chuke Sanam) | Lyrics in Hindi and English

AANKHON KI GUSTAKHIYAN

Song: AANKHON KI GUSTAKHIYAN
Movie: Hum Dil De Chuke Sanam
Genre: Indian Film pop
Year: 1999
By: Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, and Mehboob


Watch Video



English Lyrics

Aankhon ki gustakhiyan maaf hon
Ho.. aankhon ki gustakhiyan maaf hon
Ik tuk tumhein dekhti hain
Jo baat kehna chaahe zubaan
Tumse yeh woh kehti hai
Aankhon ki sharm-o-haya maaf hon
Tumhein dekh ke jhukti hain
Uthi aankhein jo baat na keh sakeen

Jhuki aankhein woh kehti hain
Aankhon ki, aankhon ki gustakhiyan maaf hon
Kajal ka ik til
Tumhaare labon pe laga loon
Haan chanda aur suraj ki
Nazron se tumko bacha loon
O.. palkon ki chilman mein
Aao main tumko chhupa loon


Khyaalon ki yeh shokhiyaan maaf hon
Hardam tumhein sochti hain
Jab hosh mein hota hai jahan
Madahosh yeh karti hain
Aankhon ki sharm-o-haya maaf hon

Yeh zindagi aapki hi amaanat rahegi
Dil mein sada aapki hi muhabbat rahegi
In saanson ko aapki hi zaroorat rahegi
Haan is dil ki nadaaniyan maaf hon
Yeh meri kahan sunti hain
Yeh pal pal jo hoti hain bekal sanam
To sapne naye bunti hain

Hmm.. aankhon ki, aankhon ki
Gustakhiyan maaf hon
Sharm-o-haya maaf hon


Hindi Lyrics

हो आँखों की गुस्ताखियाँ माफ हो
आँखों की गुस्ताखियाँ माफ हो
इक टुक तुम्हें देखती है
जो बात कहना चाहे ज़ुबां
तुमसे ये वो कहती है
हो आँखों की गुस्ताखियाँ माफ हो
आँखों की गुस्ताखियाँ माफ हो

आँखों की शर्मा-ओ-हया माफ हो
तुम्हें देख के छुपती है
उठी आँखे जो बात ना कह सकीं
झुकी आँखें वो कहती है


काजल का एक तिल
तुम्हारे लबों पे लगा दूँ
चंदा और सूरज की नज़रों से
तुमको बचा लूँ
पलकों की चिलमन में
आओ मैं तुमको छुपा लूँ
ख़यालों की ये शोखियाँ माफ हो
हरदम तुम्हें सोचती है
जब होश में होता है जहां
मदहोश ये करती है
आँखों की गुस्ताखियाँ माफ हो

ये ज़िन्दगी आपकी ही
अमानत रहेगी
दिल में सदा आपकी ही
मोहब्बत रहेगी
इन साँसों को आपकी ही ज़रूरत रहेगी
इस दिल की नादानियाँ माफ हो
ये मेरी कहा सुनती हैं
ये पलपल जो होती है बेकल सनम
तो सपने नये बुनती हैं
आँखों की गुस्ताखियाँ माफ हो


हो आँखों की गुस्ताखियाँ माफ हो
आँखों की गुस्ताखियाँ माफ हो

0 Comments