Aankhon Mein Teri (Om Shanti Om) | Lyrics in Hindi and English

Aankhon Mein Teri

Song: Aankhon Mein Teri
Movie: Om Shanti Om
Genre: Indian Film pop
Year: 2007
By: KK


Watch Video



English Lyrics

aankhon mein teri
ajab si ajab si adaayein hai
aankhon mein teri
ajab si ajab si adaayein hai
dil ko banade jo patang saansein
yeh teri woh haawaaein hai
ankhon mein teri
ajab si ajab si adaayein hai
aankhon mein teri
ho ajab si ajab si adaayein hai
dil ko banade jo patang saansein
yeh teri woh haawaaein hai

aai aisi raat hai jo bhahut
khushnaseeb hai
chahe jise door se duniya
woh mere kareeb hai
kitna kuch kehna hai phir bhi
hai dil mein saawal kahin
sapno mein jo roj kaha hai
woh phir se kahun ya nahi
aankhon mein teri ajab si
ajab si adaayein hai
ho aankhon mein teri ajab si
ajab si adaayein hai
dil ko banade jo patang saansein
yeh teri woh haawaaein hai

tere saath saath aisa koi noor aaya hai
chaand teri roshni ka halka sa ek saaya hai
teri nazaron ne dil ka kiya
jo hashar asar yeh hua
abb inmein hi doob ke ho
jaau paar, yehi hai dua
aankhon mein teri
ajab si ajab si adaayein hai
aankhon mein teri
ajab si ajab si adaayein hai
dil ko banade jo patang saansein
yeh teri woh haawaaein hai

Hindi Lyrics

हो आँखों में तेरी अजबसी
अजबसी अदायें हैं
आँखों में तेरी अजबसी
अजबसी अदायें हैं
दिल को बना दे जो पतंग
साँसे ये तेरी वो हवायें हैं
आयी ऐसी रात है जो
बहुत खुशनसीब है
चाहे जिसे दूर से दुनिया
वो मेरे क़रीब है

आयी ऐसी रात है जो
बहुत खुशनसीब है
चाहे जिसे दूर से दुनिया
वो मेरे क़रीब है
कितना कुछ कहना है
फिर भी दिल में सवाल कहीं…

सपनों में जो रोज़ कहा है,
वो फिर से कहूं या नहीं..

आँखों में तेरी अजबसी
अजबसी अदायें हैं
आँखों में तेरी अजबसी
अजबसी अदायें हैं
दिल को बना दे जो पतंग
साँसे ये तेरी वो हवायें हैं

तेरे साथ साथ ऐसा
कोई नूर आया है
चांद तेरी रोशनी का
हल्कासा एक साया है


तेरे साथ साथ ऐसा
कोई नूर आया है
चांद तेरी रोशनी का
हल्कासा एक साया है

तेरी नज़रों ने
दिल का किया जो हशर
असर ये हुआ

अब इन में ही डूब के
हो जाऊं पार, यही है दुआ

आँखों में तेरी अजबसी
अजबसी अदायें हैं

हो.. आँखों में तेरी अजबसी
अजबसी अदायें हैं
दिल को बना दे जो पतंग
साँसे ये तेरी वो हवायें हैं..

0 Comments