Dekhte Dekhte (Humko Deewana Kar Gaye) Lyrics English and Hindi

0
Dekhte Dekhte

Song: Dekhte Dekhte
Movie: Humko Deewana Kar Gaye
Genre: Indian Film Pop
Year: 2006
By: Alka Yagnik, Abhijeet Bhattacharya


Watch Video



English Lyrics

Dekhte dekhte hum

Kahan kho gaye

Jaan e man ishq mein

Kya se kya ho gaye

Dekhte dekhte hum

Kahan kho gaye

Jaan e man ishq mein

Kya se kya ho gaye

Chaahaton ke safar

Mein pata na chala
Chaahaton ke safar

Mein pata na chala

Manzilein thi yaha

Raaste kho gaye

Dekhte dekhte hum

Kahan kho gaye

Jaan e man ishq mein

Kya se kya ho gaye

Chaahaton ke safar

Mein pata na chala

Chaahaton ke safar

Mein pata na chala

Manzilein thi yaha

Raaste kho gaye

Dekhte dekhte hum

Kahan kho gaye

Oh thandi thandi

Hawaon mein koyi

Ho garm shola

Pirone laga hai

Pyaar ki barf

Se jism o jaan

Ko bhigone laga hai

Do dilon ke ehsaas ka

Yeh to mausam hai pyaas ka

Sochte sochte hum

Kahan kho gaye

Jaan e man ishq mein

Kya se kya ho gaye

Chaahaton ke safar

Mein pata na chala

Chaahaton ke safar

Mein pata na chala

Manzilein thi yaha

Raaste kho gaye

Dekhte dekhte hum

Kahan kho gaye

Ho tune chaaha

Humein jaan e jaana

Yeh to deewangi ka sila hai

Lag raha kyon humein

Aaj humko zamaana mila hai

Aisi baatein karte raho

Yun hi humpe marte raho

Humsafar humsafar

Hum kahan aa gaye

Jaan e man ishq mein

Kya se kya ho gaye

Chaahaton ke safar

Mein pata na chala

Chaahaton ke safar

Mein pata na chala

Manzilein thi yaha

Raaste kho gaye

Dekhte dekhte hum

Kahan kho gaye

Jaan e man ishq mein

Kya se kya ho gaye

Chaahaton ke safar

Mein pata na chala

Chaahaton ke safar

Mein pata na chala

Manzilein thi yaha

Raaste kho gaye

Manzilein thi yaha

Raaste kho gaye.

Hindi Lyrics

देखते-देखते हम कहाँ खो गए
जानेमन इश्क में क्या से क्या हो गए
देखते-देखते हम कहाँ खो गए
जानेमन इश्क में क्या से क्या हो गए
चाहत के सफर में पता ना चला
चाहत के सफर में पता ना चला
मंज़िले थी यहाँ रस्ते खो गए

देखते-देखते हम कहाँ खो गए
जानेमन इश्क में क्या से क्या हो गए
चाहत के सफर में पता ना चला
चाहत के सफर में पता ना चला
मंज़िले थी यहाँ रस्ते खो गए
देखते-देखते हम कहाँ खो गए

ओह ठंडी ठंडी हवाओं में कोई
हो गर्म शोला पिरोने लगा है
प्यार की बर्फ़ से जिस्मो जान को भीगने लगा है
दो दिलो के एहसास का ये तो मौसम है प्यास का
सोचते सोचते हम कहाँ खो गये
जानेमन इश्क में क्या से क्या हो गए
चाहत के सफर में पता ना चला
चाहत के सफर में पता ना चला
मंज़िले थी यहाँ रस्ते खो गए
देखते-देखते हम कहाँ खो गए

हो तूने चाहा हमें जानाना
ये तो दिवांगी का सिला है
लग रहा क्यू हामेन
आज हमको ज़माना मिला है

ऐसी बातें करते रहो यूं ही हमपे मरते रहो
हमसफ़र हमसफ़र हम कहाँ आ गये
जानेमन इश्क में क्या से क्या हो गए
चाहत के सफर में पता ना चला
चाहतो के सफ़र में पता ना चला
मंज़िले थी यहाँ रस्ते खो गए

देखते-देखते हम कहाँ खो गए
जानेमन इश्क में क्या से क्या हो गए
चाहत के सफर में पता ना चला
चाहत के सफर में पता ना चला
मंज़िले थी यहाँ रस्ते खो गए
मंज़िले थी यहाँ रस्ते खो गए

Post a Comment

0 Comments

Post a Comment (0)

#buttons=(Ok, Go it!) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Check Now
Ok, Go it!