Maula Maula (Singham) Lyrics In Hindi & English

Maula Maula

Song: Maula Maula
Movie: Singham
Genre: Hindi Cinema,Action
Year: 2011
By: Kunal Ganjawala


Watch Video



English Lyrics

Roshan Hai Yeh Zameen

Aasmaan Sab Ishq Ke Dum Se

Dhalteh Hai Din Aur Raat

Ishq Ke Hi Dum Se

Khushiyon Ke Beshumaar Behisaab Se Sikke Khanke

Dil Ki Ab Har Muraad Ishq Ke Hi Dum Se

Tu Hai Mera Khuda, Ab Na Hona Juda

Karde Karam Ke Dil Yeh Chain Paayega

Maula Maula Re, Shukar Tera Maula Re

Rubaru Hua Hai Mera Yaar
Hoo Maula Maula Re, Shukar Tera Maula Re

Rubaru Hua Hai Mera Yaar

Ho Sajde Mein Tere Hi Jhook Jaaun Main Sadaa

Teri Hi Bahoon Mein Ho Jaaun Lapata

Chayyian Ho Dhoop Ho, Rasta Bhi Ho Naya

Humko Ab Kaisa Darr, Sang Jo Hai Tu Chala

Ho Ab Tere Saare Hi Gum Hai Mere

Ab Meri Khushiyan Teri Hai Sada

Tu Hai Mera Khuda, Ab Na Hona Juda

Karde Karam Ke Dil Yeh Chain Payega

Maula Maula Re, Shukar Tera Maula Re

Rubaru Hua Hai Mera Yaar

Hoo Maula Maula Re, Shukar Tera Maula Re

Rubaru Hua Hai Mera Yaar

Roshan Hai Yeh Zameen Aasmaan Sab Ishq Ke Dum Se

Dhalte Hai Din Aur Raat Ishq Ke Hi Dum Se

Hoo Khushiyon Ke Beshumaar

Behisaab Se Sikke Khanke

Dil Ki Ab Har Muraad Ishq Ke Hi Dum Se

Hoo Tu Hai Mera Khuda, Ab Na Hona Juda

Karde Karam Ke Dil Yeh Chain Paayega

Maula Maula Re, Shukar Tera Maula Re

Rubaru Hua Hai Mera Yaar

Hoo Maula Maula Re, Shukar Tera Maula Re

Rubaru Hua Hai Mera Yaar

Hindi Lyrics

रौशन है ये ज़मीन आसमान सब इश्क़ के दम से
ढलते हैं दिन ओ रात इश्क़ के ही दम से
खुशियों के बेशुमार बेहिसाब से सिक्के खनके
दिल की अब हर मुराद इश्क़ के ही दम से
तू है मेरा खुदा, अब ना होना जुदा
कर दे करम के दिल ये चैन पाएगा
मौला मौला रे, शुक्र तेरा मौला रे
रूबरू हुआ है मेरा यार

हो सजदे में तेरे ही झुक जाऊँ मैं सदा
तेरी ही बाहों में हो जाऊँ लापता
छैयाँ हो धूप हो, रस्ता भी हो नया
हमको अब कैसा डर संग जो है तू चला
अब तेरे सारे ही ग़म हैं मेरे
अब मेरी खुशियाँ तेरी हैं सदा
तू है मेरा खुदा, अब ना होना जुदा
कर दे करम के दिल ये चैन पाएगा
मौला मौला रे...

0 Comments