Shauq (Qala) | Lyrics in Hindi and English

Shauq

Song: Shauq
Movie: Qala
Genre: Indian Film pop
Year: 2022
By: Varun Grover, Swanand Kirkire, Amit Trivedi, Shahid Mallya, Sireesha


Watch Video



English Lyrics

Bikharne ka mujhko
Shauq hai bada
Sameitega mujhko
Tu bata zara

Haye, bikharne ka mujhko
Shauq hai bada
Sameitega mujhko
Tu bata zara

Doobti hai tujhme
Aaj meri kashti
Guftagu mein utri baat

Ho, doobti hai tujhme
Aaj meri kashti
Guftagu mein utri
Baat ki tarah

Ho, dekh ke tujhe hi
Raat ki hawa ne
Saans thaam li hai
Haath ki tarah haye

Ki aankhon mein teri
Raat ki nadi
Yeh baazi to haari hai
Sau feesadi

Ho, uth gaye kadam to
Aankh jhuk rahi hai
Jaise koi gehri
Baat ho yahan

Ho, kho rahe hain dono
Ek doosre mein
Jaise sardiyon ki
Shaam mein dhuan, haye

Yeh paani bhi tera aaina hua
Sitaron mein tujhko
Hai gina hua

Bikharne ka mujhko
Shauq hai bada
Sameitega mujhko
Tu bata zara zara

Hindi Lyrics

बिखरने का मुझको, शौक़ है बड़ा
समेटेगा मुझको, तू बता ज़रा
हाय, बिखरने का मुझको, शौक़ है बड़ा
समेटेगा मुझको, तू बता ज़रा
डूबती है तुझमें, आज मेरी कश्ती
गुफ़तगू में उतरी बात
हो, डूबती है तुझमें, आज मेरी कश्ती
गुफ़तगू में उतरी बात की तरह
हो, देख के तुझे ही रात की हवा ने
सांस थाम ली है हाथ की तरह हाय
कि आँखों में तेरी रात की नदी
ये बाज़ी तो हारी है सौ फ़ीसदी
हो उठ गए कदम तो, आँख झुक रही है
जैसे कोई गहरी बात हो यहाँ
हो खो रहे है दोनों एक दुसरे में
जैसे सर्दियों की शाम में धुआँ, हाय
ये पानी भी तेरा आइना हुआ
सितारों में तुझको, है गिना हुआ
बिखरने का मुझको, शौक़ है बड़ा
समेटेगा मुझको, तू बता ज़रा…ज़रा

0 Comments