Singham (Singham) Lyrics In Hindi & English

Singham

Song: Singham
Movie: Singham
Genre: Hindi Cinema,Action
Year: 2011
By: Sukhwinder Singh


Watch Video



English Lyrics

Mann Bhanwar Uthe, Tann Sihar Uthe

Jab Khabar Uthe Ke Aawe, Singham

Na Agan Jale Na Magan Jale

Bas Kehar Chale Jab Aawe, Singham

Buron Ko Khench Ke Khench Ke Dhool Dabeech Ke Lehpath Padh Jaaye

Bhalon Ko Kheench Ke Kheench Ke Baanhon Mein Bheech Ke Jappi Mil Jaaye

Na Kisi Se Yeh Kam, Bada Iss Mein Hai Dum

Narsing Hai Yeh Singham

Mann Bhanwar Uthe, Tann Sihar Uthe

Jab Khabar Uthe Ke Aawe, Singham


Na Agan Jale Na Magan Jale

Bas Kehar Chale Jab Aawe, Singham

Dil Toh Saccha Hai, Iss Dil Mein Rakh Loon

Sapna Accha Hai Palkon Se Dhaklo

Dil-Vil Se Toh Hai Yeh Ik Baccha, Sharaarat Karta Hi Phire

Agar Kabhi Samjhe Iss Ko Koi Kaccha, Ghusa Hi Mile

Taaza Hai Hawa Ka Yeh Jhoka, Yahan Wahan Behta Hi Phire

Agar Kabhi Isska Raasta Roka, Toofan Sar Chade

Buron Ko Khench Ke Khench Ke Dhool Dabeech Ke Lehpath Padh Jaaye

Bhalon Ko Kheench Ke Kheench Ke Baanhon Mein Bheech Ke Jappi Mil Jaaye

Na Kisi Se Yeh Kam, Bada Iss Mein Hai Dum

Narsing Hai Yeh Singham

Mann Bhanwar Uthe, Tann Sihar Uthe

Jab Khabar Uthe Ke Aawe, Singham

Yeh Na Satka Hai, Raste Se Kathor

Tagda Jhatka Hai, Dum Hai Toh Chakh Lo

Atrangi Hai Josh Mein Chalta

Bahoon Mein Bijli Si Chale

Najar Re Hai Sholay Sholay Dushman Toh Raakh Mein Jaa Miley

Jaise Koi Sher Sehra Mein Chalta

Saara Jag Raundtah Chale

Yaaron Bus Ladhne Ka Isse Chaska, Parbat Se Bhide

Buron Ko Khench Ke Khench Ke Dhool Dabeech Ke Lehpath Padh Jaaye

Bhalon Ko Kheench Ke Kheench Ke Baanhon Mein Bheech Ke Jappi Mil Jaaye

Na Kisi Se Yeh Kam, Bada Iss Mein Hai Dum

Narsingh Hai Yeh Singham

Mann Bhanwar Uthe, Tann Sihar Uthe

Jab Khabar Uthe Ke Aawe, Singham Singham…

Hindi Lyrics

मन भँवर उठे, तन सिहर उठे
जब खबर उठे के आवे, सिंघम
ना अगर चले, ना मगर चले
बस कहर चले जब आवे, सिंघम
बुरों को खींच के, भींच के धूल दमिच के, रैहपट पड़ जाये
भलों को खींच के, खींच के बाँहों में भींच के, झप्पी मिल जाये
ना किसी से ये कम, बड़ा इसमें है दम, नर सिंह है ये सिंघम
मन भँवर उठे...

दिल तो साचा है इस दिल में रख लो
सपना अच्छा है पलकों से ढक लो
दिल-विल से तो है ये इक बच्चा, शरारत करता ही फिरे
गर कभी समझे इसको कोई कच्चा, घूँसा ही मिले
ताज़ा है हवा का ये झोंका, यहाँ-वहाँ बहता ही फिरे
गर कभी इसका रास्ता रोका, तूफाँ सर चढ़े
बुरो को खींच के भींच के...

ये ना सबका है, रस्ते से कठोर
तगड़ा झटका है, दम है तो चख लो
अकड़म भी है जोश में चलता, पाँवों में बिजली सी चले
नज़रें शोला-शोला दुश्मन तो राख में जा मिले
जैसे कोई शेर सेहरा में चलता, सारा जग रौंदता चले
यारों बस लड़ने का इसे चस्का, परबत से भिड़े
बुरो को खींच के भींच के...

0 Comments