Tere Mast Mast Do Nain (Dabangg) Lyrics English and Hindi

Tere Mast Mast Do Nain

Song: Tere Mast Mast Do Nain
Movie: Dabangg
Genre: Indian Film Pop
Year: 2010
By: Rahat Fateh Ali Khan


Watch Video



English Lyrics

Taakte rehte tujhko sanjh savere

Naino mein.. haaye..

Naino mein.. haaye..

Taakte rehte tujhko sanjh savere

Naino mein bansiyan jaise nain yeh tere

Naino mein bansiyan jaise nain yeh tere

Tere mast mast do nain

Mere dil ka le gaye chain

Mere dil ka le gaye chain

Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain

Mere dil ka le gaye chain

Mere dil ka le gaye chain

Tere mast mast do nain

Pehle pehal tujhe dekha to dil mera

Dhadka haaye dhadka, dhadka haaye

Pehle pehal tujhe dekha to dil mera

Dhadka haaye dhadka, dhadka haaye

Jal jal utha hoon main shola jo pyar ka

Badka haaye bhadka, bhadka haaye

Neendon mein ghul gaye hain sapne jo tere

Badle se lag rahe hain andaz mere (x2)

Tere mast mast do nain

Mere dil ka le gaye chain (x2)

Tere mast mast do nain

Tere mast mast do nain

Mere dil ka le gaye chain (x2)

Tere mast mast do nain

Tujhse shuru hui, tujhpe hi khatm ho

Duniya meri duniya, duniya meri

Tujhse shuru hui, tujhpe hi khatm ho

Duniya meri duniya, duniya meri

Yeh baat dil mein thi naino ne bol di

Main hoon teri main hoon, main hoon teri

Tujhko hi yaad karke aahein bharoon main

Milke bhi mil na paaun ab kya karoon main(x2)

Tere mast mast do nain

Mere dil ka le gaye chain

Mere dil ka le gaye chain

Tere mast mast do nain

Taakte rehte tujhko sanjh savere

Naino mein bansiyan jaise nain yeh tere (x2)

Tere mast mast do nain

Mere dil ka le gaye chain (x2)

Tere mast mast do nain

Tere mast mast do nain

Mere dil ka le gaye chain

Mere dil ka le gaye chain

Tere mast mast do nain (x2)


Hindi Lyrics

ताकते रहते तुझको सांझ सवेरे
नैनों में, नैनों में हाय
नैनों में बसिया जैसे नैन ये तेरे
तेरे मस्त-मस्त दो नैन, मेरे दिल का ले गये चैन
मेरे दिल का ले गये चैन, तेरे मस्त मस्त दो नैन

पहले-पहल तुझे देखा तो दिल मेरा
धड़का हाय धड़का, धड़का हाय
जल-जल उठा हूँ मैं, शोला जो प्यार का
भड़का हाय भड़का, भड़का हाय
नींदों में घुल गये हैं सपने जो तेरे
बदले से लग रहे हैं अंदाज़ मेरे
तेरे मस्त मस्त...

माही बेआब सा दिल ये बेताब सा
तड़पा जाए तड़पा, तड़पा जाए
नैनों की झील में उतरा था यूँ ही दिल
डूबा जाए डूबा, डूबा जाए
होश-ओ-हवास अब तो खोने लगे हैं
हम भी दिवाने तेरे होने लगे हैं
तेरे मस्त मस्त...


0 Comments