Yeh Ladka Hai Allah (Kabhi Khushi Kabhie Gham...) Lyrics English and Hindi

Yeh Ladka Hai Allah

Song: Yeh Ladka Hai Allah
Movie: Kabhi Khushi Kabhie Gham...
Genre: Indian Film Pop
Year: 2001
By: Udit Narayan, Alka Yagnik


Watch Video



English Lyrics

Yeh Ladka Hai Allah Kaisa Hai Deewana

KKitna Mushkil Hai Tauba Isko Samjhaana

Ke Dheere Dheere Dil Beqaraar Hota Hai

Hote Hote Hote, Pyaar Hota Hai

Ho, Yeh Ladka Hai Allah Kaisa Hai Deewanaitna Mushkil Hai Tauba Isko Samjhaana

Ke Dheere Dheere Dil Beqaraar Hota Hai

Hote Hote Hote, Pyaar Hota Hai

Ho, Yeh Ladka Hai Allah Kaisa Hai Deewana

Humne To Itna Dekha, Humne To Itna Sikha

Dil Ka Sauda Hota Hai Sauda Zindagi Ka
Ho, Humne To Itna Dekha, Humne To Itna Sikha

Dil Ka Sauda Hota Hai Sauda Zindagi Ka

Milte Hi Kaise Koi Hota Hai Deewana

Kitna Mushkil Hai Tauba Isko Samjhaana

Ke Dheere Dheere Dil Beqaraar Hota Hai

Hote Hote Hote, Pyaar Hota Hai

Ho, Yeh Ladka Hai Allah Kaisa Hai Deewana

(Bholi Ho Tum Kya Jaano, Abhi Mujhko Pehchaano

Sapna Tumhaara Main Hoon, Maano Ya Na Maano)

Dekho Nadaani Se Mujhe Na Thukraana

Nahin To Gaati Heer Hogi Yeh Taraana

Ke Dheere Dheere Dil Beqaraar Hota Hai

Hote Hote Hote, Pyaar Hota Hai

Hindi Lyrics

ये लड़का हाय अल्लाह कैसा है दीवाना
कितना मुश्क़िल है तौबा इसको समझाना
के धीरे-धीरे दिल बेक़रार होता है
होते, होते, होते, प्यार होता है

हमने तो इतना देखा, हमने तो इतना सीखा
दिल का सौदा होता है सौदा ज़िन्दगी का
मिलते ही कैसे कोई होता है दीवाना
कितना मुश्क़िल है...

हो सकता है देखो न, समझो मिट्टी को सोना
पल भर का हँसना हो जाए जीवन भर का रोना
देखो जल्दी में कभी दिल को न लगाना
कितना मुश्क़िल है...

भोली हो तुम क्या जानो, अब भी मुझको पहचानो
सपना तुम्हारा मैं हूँ, मानो या न मानो
देखो नादानी से मुझे न ठुकराना
नहीं तो गाती ही रहोगी ये तराना
के धीरे-धीरे दिल...

0 Comments