Aaur Main Khush Hoon (Kahaani 2: Durga Rani Singh) | Lyrics in Hindi and English

Aaur Main Khush Hoon

Song: Aaur Main Khush Hoon
Movie: Kahaani 2: Durga Rani Singh
Genre: Indian Film pop
Year: 2016
By: Ash King


Watch Video



English Lyrics

Mere haath mein hai chuan mulayam
Tere hath ki aur main khush hoon
Mere khwab mein hissedariyan hai
Tere khwab ki aur main khush hoon


Dard ko chhod ke aa rahe hain
Hum khushi ke sheher ja rahe hain
Tez dhoop hai
Par kami nahi hai humko chaaon ki
Aur main, aur main khush hoon


Bas pyar se, chal jayega
Kharcha hamara, kharcha hamara
Jo bhi mile mil baant ke
Dono kar lenge guzaara


Ye nishaniyan
Hain nayi kahani ki suruvaat ki
Aur main khush hoon


Mere khwaab mein
Hissedariyan hai tere khwaab ki
Aur main, aur main khush hoon wo…
Aur main khush hoon


Suitcase mein humne hai bandha
Saaman kam, armaan zyada
Lambe safar ka hai iraada


Khane ke liye
Kaki rotiyan hai kuch kal raat ki
Aur main khush hoon


Mere khaab mein
Hissedariyan hain
Tere khaab ki
Aaur main khush hoon


Dard ko chhod ke aa rahe hain
Hum khushi ke sheher ja rahe hain
Tez dhoop hai
Par kami nahi hai humko chaaon ki
Aur main, aur main khush hoon
Ho…aur main khush hoon wo..



Hindi Lyrics

मेरे हाथ में है छुअन मुलायम
तेरे हाथ की और मैं खुश हूँ
मेरे ख्वाब में हिस्सेदारियाँ है
तेरे ख्वाब की और मैं खुश हूँ

दर्द को छोड़ के आ रहे हैं
हम ख़ुशी के शेहेर जा रहे हैं
तेज़ धुप है
पर कमी नहीं है हमको चाओं की
और मैं

बस प्यार से
खर्चा हमारा
जो भी मिले मिल बाँट के
दोनों कर लेंगे गुज़ारा

ये निशानियां
हैं नयी कहानी की शुरुवात की
और मैं खुश हूँ

मेरे ख्वाब में
हिस्सेदारियाँ है तेरे ख़्वाब की
और मैं
और मैं खुश हूँ

सूटकेस में हमने है बँधा
सामान कम
लंबे सफर का है इरादा

खाने के लिए
काकी रोटियां है कुछ कल रात की
और मैं खुश हूँ

मेरे खाब में
हिस्सेदारियाँ हैं
तेरे खाब की
और मैं खुश हूँ

दर्द को छोड़ के आ रहे हैं
हम ख़ुशी के शेहेर जा रहे हैं
तेज़ धुप है
पर कमी नहीं है हमको चाओं की
और मैं
हो…और मैं खुश हूँ वो..

0 Comments