Adhura Lafz (Baazaar) | Lyrics in Hindi and English

0
Adhura Lafz

Song: Adhura Lafz
Movie: Baazaar
Genre: Indian Film pop
Year: 2018
By: Pratibha Singh Baghel and Rahat Fateh Ali Khan


Watch Video



English Lyrics

Saari duniya ki nemat
Mujhko mil gayi hain
Maine maangi jo mannat
Mujhko mil gayi hain (x2)

Faasley darmiyan se
Fanaa ho gaye
Mer khwabo ki jannat
Mujhko mil gayi hain

Tere bina main
Adhoora lafz hoon
Padh le mujhe
Main tera ishq hoon

Tere bina main
Adhoora lafz hoon
Padh le mujhe
Main tera ishq hoon (x2)

Sajnaa..!!

Ho kehta hain
Dil yeh tujhpe kar loon
Sajda re..

Lagta hain chehra
Tera jaise rab ka re
Jism-o-jaan de doon
Tujhko aise apna re

Deta hain jaise
Koyi jaan ka sadka re

Dekho baahon mein aake
Saari duniya bhula ke
Kehta hain lamha pyaar ka

Tere bina main
Adhoora lafz hoon
Padh le mujhe
Main tera ishq hoon
Tere bina main
Adhoora lafz hoon
Padh le mujhe
Main tera ishq hoon (x2)

Tu kare agar ishara
Chhod doon main jahaan ko
Kaash bin kahe tu samjhe
Mere dard ki jubaan ko

Tu kare agar ishara
Chhod doon main jahaan ko
Kaash bin kahe tu samjhe
Mere dard ki jubaan ko

Ho chahat ka tu dariya
Jeene ka tu jariya
Chahoon sada main saath tera

Tere bina main
Adhoora lafz hoon
Padh le mujhe
Main tera ishq hoon

Tere bina main
Adhoora lafz hoon
Padh le mujhe
Main tera ishq hoon (x2)

Hindi Lyrics

सारी दुनिया की नेमत मुझको मिल गयी है
मैंने मांगी जो मन्नत मुझको मिल गयी है
ओ..सारी दुनिया की नेमत मुझको मिल गयी है
मैंने मांगी जो मन्नत मुझको मिल गयी है
फासले दरमियाँ से फ़ना हो गए
मेरे ख्वाबों की जन्नत
मुझको मिल गयी हैं

(तेरे बिना मैं अधूरा लफ्ज़ हूँ
पढ़ ले मुझे मैं तेरा इश्क़ हूँ ) x 3

सजना.. आ..
सजना.. सजना..

हो.. कहता है दिल ये
तुझपे कर लूं सजदा रे
लगता है चेहरा जैसे रब का रे

जिस्म-ओ-जान दे दूं तुझको
ऐसे अपना रे
देता है जैसे कोई
जान का सदका रे


देखो बाहों में आके
सारी दुनिया भुला के
कहता है लम्हा प्यार का..

(तेरे बिना मैं अधूरा लफ्ज़ हूँ
पढ़ ले मुझे मैं तेरा इश्क़ हूँ ) x 3

हो.. हो..

तू करे अगर इशारा
छोड़ दूं मैं जहां को
काश बिन कहे तू समझे
मेरे दर्द की ज़ुबान को

हो.. तू करे अगर इशारा
छोड़ दूं मैं जहां को
काश बिन कहे तू समझे
मेरे दर्द की ज़ुबान को

हो.. चाहत का तू दरिया
जीने का तू जरिया
चाहूँ सदा मैं साथ तेरा..


(तेरे बिना मैं अधूरा लफ्ज़ हूँ
पढ़ ले मुझे मैं तेरा इश्क़ हूँ ) x 3

Post a Comment

0 Comments

Post a Comment (0)

#buttons=(Ok, Go it!) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Check Now
Ok, Go it!