Gujarat Ke Firaaq Soon Hai (Firaaq) Lyrics English and Hindi

Gujarat Ke Firaaq Soon Hai

Song: Gujarat Ke Firaaq Soon Hai
Movie: Firaaq
Genre: Indian Film Pop
Year: 2008
By: Jagjit Singh


Watch Video



English Lyrics

Gujraat ke firaaq soon hai, khaar khaar dil
Gujraat ke firaaq soon hai, khaar khaar dil
Betaab sa hai sine mein aatish bahaar dil
Gujraat ke firaaq soon


Marham nahi hai isake, jakhm ka jahaan mein
Marham nahi hai isake, jakhm ka jahaan mein
Shamshir soon huwa hai, jo mera figaar dil
Shamshir soon huwa hai, jo mera figaar dil
Har aashana ke yaad ki, garmi sutan mein hai
Har aashana ke yaad ki, garmi sutan mein hai
Har dam hai bekaraari, misaale sharaar-e-dil
Har dam hai bekaraari, misaale sharaar-e-dil


Lekin hajaar shukr bali haq ke faiz soon
Lekin hajaar shukr bali haq ke faiz soon
Phir usake dekhane ka hai, umeedwaar dil
Phir usake dekhane ka hai, umeedwaar dil
Gujraat ke firaaq soon hai, khaar khaar dil
Gujraat ke firaaq soon hai, khaar khaar dil
Betaab sa hai sine mein aatish bahaar dil
Gujraat ke firaaq soon hai, khaar khaar dil.


Hindi Lyrics

गुजरात के फ़िराक सूं है
गुजरात के फ़िराक सूं है
बेताब सा है सीने में आतिश बहार दिल
गुजरात के फ़िराक सून

मरहम नहीं है इसके
मरहम नहीं है इसके
शमशीर सून हुवा है
शमशीर सून हुवा है

हर ाशना के याद की
हर ाशना के याद की
हर दम है बेकरारी
हर दम है बेकरारी

लेकिन हजार शुक्र बली हक़ के फैज़ सून
लेकिन हजार शुक्र बली हक़ के फैज़ सून
फिर उसके देखने का है
फिर उसके देखने का है
गुजरात के फ़िराक सूं है
गुजरात के फ़िराक सूं है
बेताब सा है सीने में आतिश बहार दिल
गुजरात के फ़िराक सूं है

0 Comments