Main Shair To Nahin (Bobby) | Lyrics in Hindi and English

0
Main Shair To Nahin

Song: Main Shair To Nahin
Movie: Bobby
Genre: Indian Film pop
Year: 1973
By: Shailendra Singh


Watch Video



English Lyrics

Main shayar to nahin
Main shayar to nahin
Magar aye haseen,jabse dekha
Maine tujhko, mujhko shayari aa gayi
Main shayar to nahin
Magar aye haseen,jabse dekha
Maine tujhko, mujhko shayari aa gayi
Main aashiq to nahin
Magar aye haseen, jabse dekha
Maine tujhko, mujhko aashiqi aa gayi
Main shayar to nahin

Pyar ka naam maine suna tha magar
Pyar kya hai yeh mujhko nahin thi khabar
Pyar ka naam maine suna tha magar
Pyar kya hai yeh mujhko nahin thi khabar
Main to uljha raha uljhano ki tarah
Doston mein raha dushmano ki tarah
Main dushman to nahin
Main dushman to nahin
Magar aye haseen, jabse dekha
Maine tujhko, mujhko dosti aa gayi
Main shayar to nahin


Sochta hoon agar main dua mangta
Hath apne utha kar main kya mangta
Sochta hoon agar main dua mangta
Hath apne utha kar main kya mangta
Jabse tujhse mohabbat main karne laga
Tabse jaise ibaadat main karne laga
Main kafir to nahin
Main kafir to nahin
Magar aye haseen,jabse dekha
Maine tujhko, mujhko bandagi aa gayi


Main shayar to nahin
Magar aye haseen, jabse dekha
Maine tujhko, mujhko shayari aa gayi
Main shayar to nahin

Hindi Lyrics

मैं शायर तो नहीं
मैं शायर तो नहीं
मगर ऐ हसीं,जब से देखा
मैंने तुझको, मुझको शायरी आ गयी
मैं शायर तो नहीं
मगर ऐ हसीं, जब से देखा
मैंने तुझको, मुझको शायरी आ गयी
मैं आशिक तो नहीं
मगर ऐ हसीं, जब से देखा
मैंने तुझको, मुझको, आशिकी आ गयी
मैं शायर तो नहीं
प्यार का नाम मैंने सुना था मगर
प्यार क्या है ये मुझको नहीं थी खबर
प्यार का नाम मैंने सुना था मगर
प्यार क्या है ये मुझको नहीं थी खबर
मैं तो उलझा रहा उलझनों की तरह
दोस्तों में रहा दुश्मनों की तरह
मैं दुश्मन तो नहीं
मैं दुश्मन तो नहीं
मगर ऐ हसीं ,जब से देखा, मैंने तुझको
मुझको, दोस्ती आ गयी
मैं शायर तो नहीं


सोचता हूँ अगर मैं दुआ मांगता
हाथ अपने उठाकर मैं क्या मांगता
सोचता हूँ अगर मैं दुआ मांगता
हाथ अपने उठाकर मैं क्या मांगता
जब से तुझसे मोहब्बत मैं करने लगा
तब से जैसे, इबादत मैं करने लगा
मैं काफिर तो नहीं
मैं काफिर तो नहीं
मगर ऐ हसीं, जब से देखा
मैंने तुझको, मुझको बंदगी आ गयी

मैं शायर तो नहीं
मगर ऐ हसीं ,जब से देखा
मैंने तुझको, मुझको शायरी आ गयी
मैं शायर तो नहीं

Post a Comment

0 Comments

Post a Comment (0)

#buttons=(Ok, Go it!) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Check Now
Ok, Go it!