Shaam Shaandaar (Shaandaar) | Lyrics in Hindi and English

Shaam Shaandaar

Song: Shaam Shaandaar
Movie: Shaandaar
Genre: Indian Film pop
Year: 2015
By: Amit Trivedi


Watch Video



English Lyrics

Sar jhuka ke kar salaam
Hai shaam shaandaar
Aasmaan se aa giri hai
Shaam shaandaar


Chak de andhera
Chaand jala de bulb bana ke
Fikr na kariyo
Karna bhi kya hai bijli bacha ke
Sar e aam pila khushi ke
Jaam shaandaar
Aasmaan se aa giri
Yeh shaam shaandaar
Jazbaat ke chillar ko note bana ke
Mehandi raat pe khulke luta
Chingaariyon ko visphot bana ke
Aiyyashi ke tu rocket chhuda
Kaisa darr tu kar guzar
Ye kaam shaandaar
Aasmaan se aa giri
Yeh shaam shaandaar
Yeh shaam shaandaar
Yeh shaam shaandaar.

Hindi Lyrics

सर झुका के कर सलाम
है शाम शानदार
आसमान से आ गिरी है
शाम शानदार

चक दे अँधेरा
चाँद जला दे बल्ब बना के
फ़िक्र न करियो
करना भी क्या है बिजली बचा के
सर ए आम पीला ख़ुशी के
जाम शानदार
आसमान से आ गिरी
यह शाम शानदार

जज़्बात के चिल्लर को नोट बना के
मेहंदी रात पे खुलके लुटा
चिंगारियों को विस्फोट बना के
ऐय्याशी के तू राकेट छुड़ा
कैसा डर तू कर गुज़र
ये काम शानदार
आसमान से आ गिरी
यह शाम शानदार
यह शाम शानदार
यह शाम शानदार.

0 Comments