Ishq Mein Ruswaa (Dangerous Ishhq) Lyrics English and Hindi

Ishq Mein Ruswaa

Song: Ishq Mein Ruswaa
Movie: Dangerous Ishhq
Genre: Indian Film Pop
Year: 2012
By: Anveshaa


Watch Video



English Lyrics

In galiyon ko in raaston ko
Hum to tanha chod chale
Ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale
Ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale


Teri mehfil se ruswa hoye
Teri mehfil se ruswa hoye
Ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale
Ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale

Woh tera chod ke chale jaana
Tere bin mushkil jee paana
Yoon humein tarsaana
Aa bhi jaa chod de tadpana


In galiyon ko in raaston ko
Hum to tanha chod chale
Ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale


Teri mehfil se ruswa hoye
Teri mehfil se ruswa hoye
Ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale
Ho ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale


Ishq pe daag na lag jaaye
Faasla aur na badh jaaye
Saans na ruk jaaye
Aa bhi jaa der na ho jaaye


In galiyon ko in raaston ko
Hum to tanha chod chale
Ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale


Teri mehfil se ruswa hoye
Teri mehfil se ruswa hoye
Ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale
Ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale
Ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale
Ishq mein ruswa ruswa
Ho ke chale.

Hindi Lyrics

इन गलियों को इन रास्तों को
हम तो तन्हाँ छोड़ चले
इश्क़ में रूसवा रूसवा हो के चले
तेरी महफ़िल से रूसवा हुए
इश्क़ में रूसवा रूसवा हो के चले

वो तेरा छोड़ के चले जाना
तेरे बिन मुश्किल जी पाना
यूँ हमें तरसाना
आ भी जा छोड़ दे तड़पाना
इन गलियों को इन रास्तों को
हम तो तन्हाँ छोड़ चले
इश्क़ में रूसवा...

इश्क़ पे दाग़ ना लग जाए
फ़ासला और ना बढ़ जाए
साँस ना रुक जाए
आ भी जा देर ना हो जाये
इन गलियों को इन रास्तों को
हम तो तन्हाँ छोड़ चले
इश्क़ में रूसवा...

0 Comments