Umeed (Dangerous Ishhq) Lyrics English and Hindi

Umeed

Song: Umeed
Movie: Dangerous Ishhq
Genre: Indian Film Pop
Year: 2012
By: Amrita Kak, Shabab Sabri


Watch Video



English Lyrics

Tujhsedoor hone ka sadma
Dil ko hai dil ko hai
Magar tere aane ki
Umeed bhi hai
Tujhsedoor hone ka sadma
Dil ko hai dil ko hai
Magar tere aane ki
Umeed bhi hai


Tere bin yeh saansein na chalein
Tere bin yeh shaamein na dhalein
Tere bin beraagi dil jalein
Tujhsedoor hone ka sadma
Dil ko hai dil ko hai
Chahe kitni bhi ho majboori
Chahe kitne bhi uljhe rishtey
Chahe gum ke pahaad hi tootey
Magar tere aane ki
Umeed bhi hai
Tujhsedoor hone ka sadma
Dil ko hai dil ko hai
Tere bin yeh raatein kuch nahi
Tere bin yeh yaadein kuch nahi
Tere bin muraaddein
Kuch nahikuch nahi
Maloom na rastaa na manzil
Maloom hai choota sahil
Maloom safar hai mushkil
Magar tere aane ki
Umeed bhi hai
Tujhsedoor hone
Ka sadma sadma
Dil ko hai dil ko hai
Tere bin yeh saansein na chalein
Tere bin yeh shaamein na dhalein
Tere bin beraagi
Dil jalein dil jalein.

Hindi Lyrics

तुझसे दूर होने का सदमा
दिल को है, दिल को है
मगर तेरे आने की उम्मीद भी है
तुझसे दूर होने...
तेरे बिन ये साँसें ना चलें
तेरे बिन शामें ना ढलें
तेरे बिन बैरागी दिल जले, दिल जले
तुझसे दूर होने...

चाहे कितनी भी हो मजबूरी
चाहे कितने भी उलझे हो रिश्तें
चाहे ग़म के पहाड़ भी टूटे
मगर तेरे आने की उम्मीद भी है
तुझसे दूर होने...
तेरे बिना इरादे कुछ नहीं
तेरे बिन मुरादें कुछ नहीं, कुछ नहीं

मालूम ना रस्ता ना मंज़िल
मालूम है टूटा साहिल
मालूम सफ़र है मुश्किल
मगर तेरे आने की उम्मीद भी है
तुझसे दूर होने...

0 Comments